menu-iconlogo
huatong
huatong
priya-musical-ding-dong-dole-cover-image

Ding dong dole

Priya Musicalhuatong
zvkrx43huatong
Lirik
Rekaman
Mehbooba mehbooba

Mehbooba mehbooba

Tu hai mere dil ka

Ajooba ajooba ajooba

Tere ishq ki diwangi

Sarpe chadhke bole

Tere ishq ki diwangi

Sarpe chadhke bole

Tune kya kiya yeh kya hua

Dil ding dong ding dole

Dil ding dong ding dole

Tere ishq ki diwangi

Sarpe chadhke bole

Tere ishq ki diwangi

Sarpe chadhke bole

Tune kya kiya yeh kya hua

Dil ding dong ding dole

Hey dil ding dong ding dole

Nazren mila ke palke jhukayi

Apna diwana mujhko banaye

Nazren mila ke palke jhukayi

Apna diwana mujhko banaye

Aisi baaton se kuch hota hai

Nind udti hai chain khota hai

Mujhe baahon mein ab aane de

Jaadoo ka jaadoo chaane de

Mujhe baahon mein ab aane de

Jaadoo ka jaadoo chaane de

Hai kasam tujhe

Aise na mujhe tadpa

Tere kaap ki aawaargi

Sarpe chad ke bole

Tune kya kiya yeh kya hua

Dil ding dong ding dole

Hey dil ding dong ding dole

Sola baras ko main ne sambhala

Is dil ko tune mushkuil mein daala

Sola baras ko main ne sambhala

Is dil ko tune mushkuil mein daala

Is umar mein hi dil dhadakta hai

Milne julne ko yeh tadapta hai

Ab tanhayi tadpati hai

Bechaini badhti jaati hai

Ab tanhayi tadpati hai

Bechaini badhti jaati hai

Yeh dard hai kya

Yeh pyaas hai kya

Itna to mujhe samjha

Yeh bekhudi yeh aashiqui

Sarpe chad ke bole

Tune kya kiya yeh kya hua

Dil ding dong ding dole

Dil ding dong ding dole.

Selengkapnya dari Priya Musical

Lihat semualogo

Kamu Mungkin Menyukai