Jaadu hai tera hi jaadu
Jo mere dil pe chhane laga
Jaadu hai tera hi jaadu
Jo mere dil pe chhane laga
Deewaane mere yeh toh bata kya kiya tune
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa pehle na aisa hota tha
Main hoon kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa pehle na aisa hota tha
Main hoon kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
Maine toh yeh jaana na
Hota hai kya intzaar
Mera dil kyun maane na
Mujhko toh ho gaya hai pyaar
Main chain se pehle raaton ko soti thi
Tune meri nindein luti
Main chain se pehle raaton ko soti thi
Tune meri nindein luti
Yeh rog kya tune lagaaya
Deewaanapan kaisa jagaaya
Jaadu hai tera hi jaadu
Jo mere dil pe chhane laga
O jaana meri yeh toh bata kya kiya tune
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa pehle na aisa hota tha
Main hoon kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa pehle na aisa hota tha
Main hoon kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
Maine toh yeh jaana na
Hota hai kya intzaar
Mera dil kyun maane na
Mujhko toh ho gaya hai pyaar
Main chain se pehle raaton ko soti thi
Tune meri nindein luti
Main chain se pehle raaton ko soti thi
Tune meri nindein luti
Yeh rog kya tune lagaaya
Deewaanapan kaisa jagaaya
Jaadu hai tera hi jaadu
Jo mere dil pe chhane laga
O jaana meri yeh toh bata kya kiya tune
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa pehle na aisa hota tha
Main hoon kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa pehle na aisa hota tha
Main hoon kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de
Ghar ka mere mujhko pata de