Dil dil jalta hai jalta phirta hai
Dil dil jalta hai
Sehta rehta hai behka phirta hai
Tu jalta hai dil jalta hai
Tu jalta hai dil jalta hai na
Koi din mujhe yaad kar
Koi din meri baat kar
Koi din mujhe yaad kar
Koi din meri baat kar
Koi toh mausam ho jeene ke liye
Zindagi ki barsaat kar
Koi din mujhe yaad kar
Koi din meri baat kar
Tu jalta hai dil jalta hai
Tu jalta hai dil jalta hai na
Main toh yahaan tha mera haan
Ek pighalte khwab ko
Aa main to yaha tha mera
Ek pighalte khwab ko
Tune kabhi dekha nahi
Iss nazar ki aag ko
Aa zara aa zara
Aa zara dhoop mein mere sar pe haath kar
Koi din mujhe yaad kar
Koi din meri baat kar
Koi toh mausam ho jeene ke liye
Zindagi ki barsaat kar
Dil dil jalta hai jalta phirta hai
Dil dil jalta hai
Sehta rehta hai behta firta hai
Tu jalta hai dil jalta hai
Tu jalta hai dil jalta hai na