BEKHAYALI_|_REPRICE_BY_-SACHET_&_PARAMPARA_|_LYRICS_UPLOAD_-SHIVANSU_GUPTA
Hai yeh tadpan, hai yeh uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sabse hai an-ban
Bante kyun yeh khuda mere
Ummm...
Hmmm...
HMmm...
Hmmmm.....
Yeh Jo log-baag hain, jungle ki aag hain Kyun aag mein jaloon
Yeh nakaam pyar mein
Khush hain yeh haar mein
Inn jaisa kyun banunh
Unnnnnnn...hnnnnn
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyun bichadna hai zaruri, yeh sawal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
Raatein dengi bata
Needon mein teri hi baat hai
Bhoolun kaise tujhe
Tu to khayalon mein sath hai
Nazar ke aage har ik manzar
Reit ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhara badan mein mere
Zehar ki tarah utar raha hai
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyun bichadna hai zaruri, yeh sawal aaye
Aa zmaane aazama le roothta nahi
Faaslon se hausla yeh toot’ta nahi
Na hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
Woh meri aadaton ki tarah chhoot’ta nahin..
THANK YOU🙂