Hai naamumkin, hai naamumkin
Bina tere mera hona hai naamumkin
Hai naamumkin, hai naamumkin
Bina tere mera hona hai naamumkin
Yeh ankaha sa jo waada hai
Aadha mera, tera aadha hai
Tujh bin bemaani-si raatein hain
Tu na ho to khamakha ke hain yeh din
Hai naamumkin, hai naamumkin
Hai naamumkin, hai naamumkin
Bina tere mera hona hai naamumkin
Bina tere mera hona hai naamumkin
Teri khaatir to kya-kya main karna chahta hoon
Tere sapno mein rang saaton main bharna chahta hoon
Yaqeen na ho agar to mujhe tu aazmaa le
Teri har aazmaayish se guzarna chahta hoon
Haan, tujhko kuch saabit na karna hai
Bas, mere jaan, itna karna hai
Ab se qareeb hi rehna hai
Meri nazar se ye chehra hataaye bin
Hai naamumkin, hai naamumkin
Hai naamumkin, hai naamumkin
Bina tere mera hona hai naamumkin
Bina tere mera hona hai naamumkin