Lyricist : Sagar Bhatia
Composer : Sagar Bhatia
Kahin to mile wo rahaten jahan koi gam na hon
Bin baat ke jahan meri aankhen bhi nam na hon
Kahin to mile wo rahaten jahan koi gam na hon
Bin baat ke jahan meri aankhen bhi nam na hon
Dil bhar gaya mujhse tera
Ye janta hai dil mera
Kuch rah gaya ho to bol do
Khamoshiyan sab tod ke
Jo dil mein hai sab bolke
Haan keh raha hun alvida
Main tujhe aakhri salam karta hun
Khud se bhi zayada paayar karta hun
Meri jaan tujhpe nisaar karta hoon
Main tujhe aakhri salam karta hun
Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai
Jaan hatheliya lena ho wo duniya
Bhi saja li hai
Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai
Jaan hatheliya lena ho wo duniya
Bhi saja li hai
···Music···
Mere baare mein sochogi kabhi
Aankhen phir bhar aayengi
Mangogi khuda se wapas mujhko tum
Lekin phir naa paogi
Main lada tha khuda se
Tujhe paane ke liye
Phir lada main usise bhulane ke liye
Mere baad mein jise chahogi
Dil uska to naa dukhaogi
Main sah gaya kya wo sah lega
Khamoshiyan sab tod ke
Jo dil mein hai sab bolke
Haan keh raha hun alvida
Main tujhe aakhri salam karta hun
Khud se bhi jayada paayar karta hun
Meri jaan tujhpe nisaar karta hoon
Main tujhe aakhri salam karta hun
Tu safar mein kyun mila
Zindagi ka gum yahi hai
Phir kabhi jo jud naa paaye
Itne toote hum nahi hai
Humse chhute wo sahi hai
Par bewafa wo nahi hai
Jitna humko mante hain
Utne jhuthe hum nahi hain
Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai
Jaan hatheliya lena ho wo duniya
Bhi saja li hai
Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai
Jaan hatheliya lena ho wo duniya
Bhi saja li hai