Kehne ko jo baatein thi vo kehdi maine
Ab nahi lagta sahi ki saath rahe
Ye baatein saari pehle boli ja chuki hai
Aaj bhi na maane tu meri baat ek baar mein
Samajh jaana o meri jaana
Mujhe koi shaunk thori hai
Door jaana tujhse meri liye asaan thori hai
Rozaana ye sar khapaana
Mere bas ki baat thori hai
Mazaak thori hai
Samajh jaana o meri jaana
Mujhe koi shaunk thori hai
Door jaana tujhse meri liye asaan thori hai
Rozaana ye sar khapaana
Mere bas ki baat thori hai
Mazaak thori hai (haan)
Samajh jaana o meri jaana
Mere bas ki baat thori hai
Door jaana tujhse
Mere liye asaan thori hai
Rozaana ye sar khapaana
Mere bas ki baat thori hai
Mujhe kaam aur bhi hai
Mera bhi toh dard tum samjho
Aise kaise jaane dungi mai tumko
Tumhaari toh aadat puraani hai
Tumhe hi kyu har baar karni manmaani hai
Maan ti hu ho jaata hai bardaasht k baahar
Par issi ko toh kehte hai pyaar beshumaar
Jab galtiyo ko rakh ke pare ham, lage gale ham
Koshish kare ek aur baar
Samajh jao na
Meri bhawna
Ko thes tum pohchao na
Yu mere baarein mein duniya ko batao na
Haan, chordho ye baatein jara tum paas aao na
Aao na
Haan, paas mere
Samajh jaana o meri jaana
Mujhe koi shaunk thori hai
Door jaana tujhse meri liye asaan thori hai
Rozaana ye sar khapaana
Mere bas ki baat thori hai
Mazaak thori hai (haan)
Jaana o meri jaana
Mere bas ki baat thori hai
Door jaana tujhse
Mere liye asaan thori hai
Rozaana ye sar khapaana
Mere bas ki baat thori hai
Mujhe kaam aur bhi hai