menu-iconlogo
huatong
huatong
sanket-kuhasa-cover-image

Kuhasa

Sankethuatong
love1boyhuatong
Lirik
Rekaman
200-300 views se jaada kuch aata nahi hai humko

Aa gaana banaane ke alaawa kuch aata nahi hai humko

Gaana viral karwaane ka maatha nahi hai humko

Kalaa hummar saaf kuch dikhawa nahi hai humko

Apne aap se pucho kya kabhi tum chhaapa nahi hai humko?

Tajurba bahut le liye tabbo dil se jawaan

Iss game mein budhapa nahi hai humko

Tumre meetup mein bulaawa nahi hai humko?

Tum paisa ke dum pe artist banna chaah rha hai

Kya kuch bujhata nahi hai humko?

Ekau go label k paas acha artist nahi hai

Taiyyo sab bulaata nahi hai humko

Jo ek baar sun le uu saala kabbo bhulaata nahi hai humko

Hum ekkai flow aa rhyme scheme me gaana phek denge

Kisiko kuch dikhaana nahi hai humko

Kisiko kuch dikhaana nahi hai humko bro!

Lekin hum khudde bore ho gye

Tumhare playlist me aake sab gaana gaayab kar ke chor ho gye

Aankh naak bahaa diye sabka sabji ke teekha jhor ho gye

Jinke aukaat me nahi hum uu sb se ignore ho gye

Ta ki?

Humra kono farak padai yae?

Kahai chhai, video neek bano

Saar humra ki kono ped s paai jhadai yae

Attek chinta chhau ta sponsor la aan

Banebai humhu 4k video red camera sa

Rent pr Mahag kapda pahin k je e sb flex karai yae

Humhu karab

Lekin oi s ki bha jetai?

Ekkar sab ke maath me kahaan dhuktai hummar art

Chhor e sb, laa paisa, humhu facial karab, humhu banab smart

Humhu chalaeb video me super car

Tahne ta banbai hum superstar

Lekin humra khaali feeling nai, reality chaahi

Har line me sachaai, wajan, gravity chaahi

Kono set par jae lae vanity chaahi

Manifestation nai laura guarantee chaahi

Humra paas sab ai, rap lebe ki melody chaahi?

Hummar dost ban agar tora comedy chaahi

Humra lifetime subscription tora otp chaahi

Humra qualitiyo me quantity chaahi

Sapna mein dekh lene chhi je already chaahi

Maithili nai bujhaai chhau ta Maithili seekh

Appan bihar ke bhasha chhai

Maithliyo ki kono sa paachha chhai

Lekin umhre rah, imhar aa nai, imhar badd kuhaasa chhai

Kiho bauwa sujhaai chhau?

Ayein?

Selengkapnya dari Sanket

Lihat semualogo