...
Zindagi se chura ke
Zindagi mein basa ke
Zindagani banaya hai tujhe
Roothe rab ko mana ke
Aasmaan ko jhuka ke
Zindagani banaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah duaa mile bakhuda
Tu mila toh jaise main jee gaya
Tu mila mukammal main ho gaya
Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda
Zindagi se chura ke
Zindagi mein basa ke
Zindagani banaya hai tujhe
...
Mehfooz tu mehsoos kar,
tere paas hoon main sada
Tujhse nahi ho sakta main
pal bhar bhi ab juda
Ab saath hain hum is tarah
aankhon ke sang palke
Aa waqt ko yeh baat hum
ik baar phir se keh dein
Saare gham se chhupa ke,
har nazar se bacha ke
Zindagani banaaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah duaa mile bakhuda
Tu mila toh jaise main jee gaya
Tu mila mukammal main ho gaya
Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda
...
Baahon mein aa ho jayenge
shiqwe sabhi khud fanaa
Hothon se main tujh ko sunu
aankhon se tu kuch sunaa
Tu aks hai main aaina,
phir kya hai sochna
Ik doosre mein kho ke hai
ik doosre ko paana
Kismaton ko jagaa ke,
har jahaan ko hara ke
Zindagani banaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah duaa mile bakhuda
Tu mila toh jaise main jee gaya
Tu mila mukammal main ho gaya
Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda