Jab rang jaagte hai
Tasveer jaagti hai
Jab dil mai ho mohabbat
Taqdeer jaagti hai
Tootega jab irada
Manzil kahan milegi
Yeh zindagi hamari
Na meherbaan milegi
Hooo
Tinka tinka tinka joray jaye
Jab dil na mile kya kar paye ooo
Tinka tinka tinka joray jaye
Jab dil na mile kya kar paye
Jis tarah se aandhi koi
Shamma ko bhujati hai
Bewafa sahara ho tou
Saans toot jaati hai
Toot'tay iraade ho tou
Bebasi rulati hai
Ho agar farebi dunya chein
Kam hi paati hai
Hum saath bhi rahe to
Begaangi rahegi
Yunh zindagi humari
Kya zindagi rahegi
Tootega jab irada
Manzil kahan milegi
Yeh zindagi humari
Na meherbaan milegi
Hooo
Tinka tinka tinka joray jaye
Jab dil na mile kya kar paye ooo
Tinka tinka tinka joray jaye
Jab dil na mile kya kar paye
Hoooooo
Waqt jo akele beeta
Usko naam kya doge
Thi amar humari yaade
Kya unhe bhula doge
Bewaja karoge shikwa
Dil ko phir dukha doge
Rehne do purani baatey
Baat ko barha doge
Hum aisi hi rahe hai
Jeena saza ho jaise
Dil toot ke gira hai
Sheesha gira ho jaise
Tootega jab irada
Manzil kahan milegi
Yeh zindagi humari
Na meherbaan milegi
Hooo
Tinka tinka tinka joray jaye
Jab dil na mile kya kar paye ooo
Tinka tinka tinka joray jaye
Jab dil na mile kya kar paye