Roohani si ye baatey
Kaisi hai teri saugatey
Chal pada hun apni rahon par
Teri hath kay lakeeren thhamey
Mai kahun tu na jane
Lakhon hai ye bahane
Jhagadtey rehtey hai
Phir bhi kehtey hai
Ye dil kisi ki na maaney
Kay do dil milethhay ab
Yahan aur khogaye kahan
Jazbathon ki alag duniya
Math khel tu yahan
Jab se chehra dekha
Badalthi shamay
Badaltha sawera
Ab puchhu kyun
Tu naaraz hai
Thhabehaal
Phirbhi mai akela
Kay do dil milethhay ab
Yahan aur khogaye kahan
Jazbathon ki alag duniya
Math khel tu yahan
Kay do dil milethhay ab
Yahan aur khogaye kahan
Jazbathon ki alag duniya
Math khel tu yahan
Miley hai jabse
Ek bath hai
Mera mann tere
Sath hai
Ab tu hi tu kya bath hai
Khogaye shamay raat hai
Khogaye shamay raat hai
Khogaye shamay raat hai