M-Yeh waqt na kho jaaye,
Bas aaj yeh ho jaaye
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
F-Yeh waqt na kho jaaye
Bas aaj yeh ho jaaye
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
F-Bechaini ki dheemi dheemi
Iss aag mein dil jal jaayega
M-Bechaini ki dheemi dheemi
Iss aag mein dil jal jaayega
F-Saawan ka rasta na dekho
Saawan jaane kab aayega
Saawan ka rasta na dekho
Saawan jaane kab aayega
Ban jaao tum baadal
Mausam par chha jaao
M-Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
M-Meri aankhon mein waade hain,
Tere honto pe kasame hai
Meri aankhon mein waade hain,
Tere honto pe kasame hai
F-Inn waadon se in kasamon se
Pehale duniya ki rasme hain
M-Duniya ki rasmon ko tum tod ke aa jaao
F-Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
M-Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
M-Julfon ke reshami saaye mein
Sapano ki sej sajaane do
Julfon ke reshami saaye mein
Sapano ki sej sajaane do
F-Chhodo aanchal meri tauba
Mujhako waapas ghar jaane do
Chhodo aanchal meri tauba
Mujhako waapas ghar jaane do
M-Jaana hai toh iss dil ki
Yeh pyaas bujha jaao
F-Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
M-Yeh waqt na kho jaaye,
F-Bas aaj yeh ho jaaye
M-Main tum mein sama jaoon,
F-Main tum me sama jaau
M-Tum mujhame sama jaao
F-Tum mujhame sama Jaao
M-Main tum mein sama jaoon,
F-Main tum me sama jau
M-Tum mujhame sama jaao