M Meri duniya hai... tujhmein kahin
Tere bin main kya... kuchh bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai
o sathi mere
F Meri duniya hai... tujhmein kahin
Tere bin main kya... kuchh bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai
o saathi mere
M Meri duniya hai... tujhmein kahin
F Tere bin main kya... kuchh bhi nahin
M Palkon mein tere roop ka
sapna saja diya
Pehli nazar mein hi tujhe
apna bana liya
Hai yehi... aarzu... har ghadi...
Baithi raho mere saamne
Meri duniya hai... tujhmein kahin
F Tere bin main kya... kuchh bhi nahin
F Aisa laga mere sanam
hum jo yahan mile
Sehra mein jaise shabnami
Chaahat ke gul khile
Yeh zameen... aasman... keh rahe...
Hum to kabhi na honge juda
Meri duniya hai... tujhmein kahin
Tere bin main kya... kuchh bhi nahin
M Meri jaan mein teri jaan hai
o sathi mere
Meri duniya hai... tujhmein kahin
F Tere bin main kya... kuchh bhi nahin