tumko paaya hain to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
tumko paaya hain to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
kisi zabaan mein bhi vo lafz hi nahi
ki jinme tum ho kya tumhe bata sakoon
main agar kahoon tumsa haseen
qayanat mein nahi hain kaheen
taareef yeh bhi to
sach he kuch bhi nahi
tumko paaya hain to jaise khoya hoon
shokhiyon mein doobi yeh adaayein
chehre se jhalki huyi hain
zulf ki ghani gahni ghatayen
shaan se dhalki huyi hain
lehrata aanchal hain jaise baadal
baahon mein bhari hain jaisenchaandni
roop ki chaandni
main agar kahoon yeh dilkashi
hain nahi kaheen na hogi kabhi
taareef yeh v to sach hain kuch bhi nahi
tumko paaya hai to jaise khoya hoon
main agar kahoon hamsafar meri
apsara ho tum ki ya koi pari
taarif yeh bhi to
sach hai kuch bhi naheen
tumko paaya hai to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
kisi zaban mein bhi
wo lavz hi nahi ki jinme tum ho
kya tumhe bataan sakoon
main agar kahoon tumsa haseen
qaynat mein nahi hai kaheen
taarif tyeh bhi to
sach hai kuch bhi nahi