Keh Raha Hai, Dil Deewana
Jaane Jaan, Kha Ke Kasam
Keh Raha Hai, Dil Deewana
Jaane Jaan, Kha Ke Kasam
Hum Ishq Mein, Mar Jayenge
Kuch Bhi Sanam, Kar Jayenge
Chodenge Na Daaman Yaar Kaa
Wada Rahaa, Wada Rahaa
Wada Raha Pyar Kaa
Wada Rahaa, Wada Rahaa
Wada Raha Pyar Kaa
Keh Raha Hai, Dil Deewana
Jaane Jaan, Kha Ke Kasam
Dooriyan Na Ab Zara Ho Jaanaa
Sanson Ke Darmiyan
Chedti Hai Dhadkano Ko Pal Pal
Mausam Ki Narmiyaa
To Aaja Chaha to Ki Shabnam Pile
Lamho Main, Sadiyon Ko Jee Le
Keh Raha Hai, Pal Suhana
Jaane Jaan, Kha Ke Kasam
Tu Khalayon Ke Hansi Saaye Mein
Rehta Hai, Raat Din
Kuch Nahi Hai Zindagani Me rii
Abb Tanhaa Tere Bin..
To Aaja Janmon Ka Bandhan Jode
Tham Ke Baahein Na Chode
Keh Raha Hai, Har Phasana
Jaane Jaan, Kha Ke Kasam
Keh Raha Hai, Dil Deewana
Jaane Jaan Kha Ke Kasam
Hum Ishq Mein, Mar Jayenge
Kuch Bhi Sanam, Kar Jayenge
Chodege Na Damaan Yaar Kaa
Wada Rahaa
Wada Rahaa
Wada Raha Pyaar Kaa
Wada Rahaa
Wada Rahaa
Wada Raha Pyaar Kaa