Kahani mohhabat ki he muktsar
Gaya dil se phir wo na aya idhar
Kahani mohhabat ki he muktsar
Gaya dil phir wo na aya idhar
Kabhi koi tha mere rahon ka ek humsafar
Mar gaya dil ka wo suna nagar
Koi rasta na koi dagar
Usse dhundu kahan
Usse paun kahan
Aj me hun yahan wo kahan
Kahani mohhabat
Neele (neele) asman pe
Baadal cha rahen hen
Panchi apne gharko
Wapas jaa rahe hen
Usse dhundo kahan
Kahani mohhabat ki he muktsar
Dur parbaton pe
Dhoop khil rahe he
Pyar karne wale sath chal rahe hen
Usse dhundu kahan usse paun kahan
Kahani mohhabat ki
Kahani mohhabat ki
Dhundu kahan