Bewafai kiya kyun
Ruswayi kiya kyun
Kyun daga kiya
Kya ye sila diya
Bewafai kiya kyun
Ruswayi kiya kyun
Kyun daga kiya
Kya ye sila diya
Dil se tujhe chaaha tha
Kya gunah kiya
Naadan ye dil ko kyon saja diya
Sapna dikhaya kyun
Neendon ko udaya kyun
Jhhoote khwab sajaya
Mujhe kyun rulaya
Bewafai kiya kyun
Ruswayi kiya kyun
Kyun daga diya
Kya ye sila diya
Tere bin ye ho gai hai meri aangan suni
Tujhko agar chhodna tha hatho ko kyu thaami
Sardee kee woh raaton mein jo rulaaya mujhako
Ik din too tadapega jhukana hai vo tujhako
Dil se tujhe chaaha tha kya gunah kiya
Naadan dil ko kyu saja diya
Deewane banaya kyu
Mastane banaya kyu
Kyu dil ko toda
Kyu saath choda
Bewafai kiya kyu
Ruswayi kiya kyu
Kyu daga diya
Kya ye sila diya
Pachtakar sochega tu kya khoya hai tune
Rab hi lega badla mera jo kiya tha tune
Wapas na aana tu mere dil me fir se
Aa dikha jo pyaar ka bujh gaya ye dil se
Dil se tujhe chaaha tha kya gunah kiya
Naadan ye dil ko kyon saja diya
Tadpaya mujhe kyu
Tarsaya mujhe kyu
Kyu daba kiya
Kyu dhokha diya
Bewafai kiya kyu
Ruswayi kiya kyu
Kyu daga diya
Kya ye sila diya