Ruka jab se
Baahon mein
Hoon main teri
Fizaah mein
Hawaa si hai
Kyun tham gayi?
Jab aaye
Mujhe soch mein daal ke khud so jaaye
Mere sapno mein aaye bin bulaaye
Kya tu hai wahi?
Haan
Tu hai wahi
Tu hai wahi?
Tu hai wahi
Haan, tu hai wahi
(amnesia)
Jaaun main marr
Par kar du amar
Main tujhe issi geet se
Koi ni tera
Main piya hu tera
Aur tu meri preet hai
Tere sivaah
Na tere bina
Na jab ho tu paas
Chahun na kabhi bhi main
Kisi ka saath
Pata hai na honge hum saath kabhi
Milne aati reh bas sapno mein hi tu sahi
Apna bana le tu bas khwaaish hai rab se meri
Par keh na paau tujhe kabhi
Ruka jab se
Baahon mein
Hoon main teri
Fizaah mein
Hawaa si hai
Kyun tham gayi?
Jab aaye
Mujhe soch mein daal ke khud so jaaye
Mere sapno mein aaye bin bulaaye
Kya tu hai wahi?
Haan
Tu hai wahi
Tu hai wahi?
Tu hai wahi
Haan, tu hai wahi