O… priya, priya
Kyun bhula diya
Bewafa ya berahum
Kya kahun tujhe sanam
Toone dil, toda hai
Bhul kya huyee yeh bata ja
O… piya, piya
Main teri priya
Aasuon ko pi gayee
Jane kaise jee gayee
Kya hai meri majburi
Kaise main bataun huwa kya
O… priya, priya
Kyun bhula diya
Tu bewafa hai jo, main jaan jata
Tujhse kabhi bhi, dil naa lagata
Tu bewafa hai jo, main jaan jata
Tujhse kabhi bhi, dil naa lagata
Mujh pe yakeen kar, Yun naa iljaam de
De koi saja magar, Bewafa naa naam de
Meri dilaruba, tune ki jafa
Par tujhe bhulegi naa meri wafa
O… piya, piya
Main teri priya
Aasuon ko pi gayee
Jane kaise jee gayee
Kya hai meri majburi
Kaise main bataun huwa kya
O… priya, priya
Kyun bhula diya
Jee chahata hai, khud ko jala doon
Maut ko apne, dil se laga loon
Jee chahata hai, khud ko jala doon
Maut ko apne, dil se laga loon
Aake jara dekh le, dil mera chir ke
Rang milenge tujhe, teri tasveer ke
Mere sathiya, tera ho bhala
Yahi mere tute huye, dil ki sada
O… piya, piya
Main teri priya
Aasuon ko pi gayee
Jane kaise jee gayee
Kya hai meri majburi
Kaise main bataun huwa kya
O… priya, priya
O… piya, piya
O… priya, priya
O… piya, piya