(M) = Male lines
(F) = Female lines
Laaa lala laaa lala
(M) Phoolon ka taaron ka sabka kahna hai
Ek hazaaro me meri bahna hai
Saari umar hame sang rahna hai
(F) Phoolon ka taaron ka sabka kahna hai
Ek hazaaro me teri bahna hai
Saari umar hame sang rahna hai
Phoolon ka taaron ka sabka kahna hai
(M) Ho ho ho ho
(F) hooo hoo
(M) Sooraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushbu kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se
(F) Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
(M) Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
(F) Sooraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
(M) Khushbu kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se
(F) Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
(F) Bhaiya mere, rakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti behan ko naa bhulana
Dekho ye nata nibhana, nibhana
Bhaiya mere, rakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti behan ko naa bhulana Bhaiya mere