Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar..
o mere yaar..
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar
o mere yaar..
Suna hai maine suna hai tune
Yehi kehte hain zamaane waale
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
mere yaar..
o mere yaar..
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
mere yaar..
o mere yaar..
Suna hai maine suna hai tune
Yehi kehte hain zamaane waale
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
mere yaar..
o mere yaar..
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
mere yaar
o mere yaar..
Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaan ke na deewana bane
Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaan ke na deewana bane
Mohabbat ka toofaan rukta nahin
Bhale laakh dushman zamaana bane
Bhale laakh dushman zamaana bane
Baghaavat ki nahin jaati
Baghaavat ho jaati hai
mere yaar..
o mere yaar..
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
mere yaar..
o mere yaar..
Suna hai maine
Suna hai tune
Yehi kehte hain
Zamaane waale
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
mere yaar..
o mere yaar...
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar pe karvat badalti rahi
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar pe karvat badalti rahi
Tere khwaab mujhko jagaate rahe
Meri har tamanna machalti rahi
Meri har tamanna machalti rahi
Yeh haalat ki nahin jaati
Yeh haalat ho jaati hai
mere yaar..
o mere yaar..
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
mere yaar..
o mere yaar..
Suna hai maine
Suna hai tune
Yehi kehte hain
Zamaane waale
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
mere yaar..
o mere yaar..
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
mere yaar..
o mere yaar...