Mmmm
Mmmm
Girte jane ka
Silsila hai
Zindagi
Kadam ladkhada de vo
Zalzala hai
Zindagi
Zindagi
Zindagi
Zindagi
Zindagi
Akhtiyar karne nikle bazar me hum tukde hazar dil me
Akhs me base banke pret, ye murde jo socha tha dukhde hain chaar din ke
Marz na bolo maine rooh ki aag me dhoop sek li
Dekh liya shaitan maine duniya bhi dekh li, vrat laga ke dekhe meri ma ne shaanivar ginke
Unh
Kaun bole usko ki sab sala jhooth hai
Kaun bole usko samaj tere pyar ka mazak bana dega maa
Kaun bole usko kamzor hona jurm hai aur har gunehgar ko wo lakh saza dega maa
Vanaron ke jhund me wo Abdul
Vanaron ke jhund me wo Abdul aur Abdulon ke jhund me wo vanar
To nach beta begana
Chal beta begana
Abdulla begana
Naach beta begana
Chal beta begana
Naach beta begana
Naach
Zindagi
Zindagi
Zindagi
Zindagi
Ya
Saansein pyaari, munh ka band rehna lazim hai
Khamoshi zindon me cheekhein murdon me shamil hain
Kisi na kisi kahani me hounga zalim mai
Zindagi sawalon me ghiri ho baitha haatim mai
Sadko pe mahamari sadron ki han daulat badh gayi
Dharmon ki tarafdari andhon ki hukumat kar gai
Karmon ki karastani bando ki nahusat ban gayi
Dardon ki adat dali aur ab wo zarurat ban gai
Rehte jo sath kya dete asal me sath bhi wo
Kehte sab thik chahe ghar lagi aag bhi ho
Bikta iman bhi bas dhyan rahe daam thik ho
Rehna khush ya fir zinda chunna aap hi ko
Bujhe chiragon me rakhi aas bujha degi
Toote sitaron se fariyad judane ki
Ansu ka mol yun ke dariya duba degi
Mashuka maut bhi kabhi pas bula legi kya
Zindagi
Zindagi
Jinko yad hi nahi
Kaisi thi zindagi
Bin rusvai
Unse poocho toh koi
Kaise din vo bitaate
Kaise aansu wo bahate hain
Aansu nahi rehte aansu
Gussa ban jaate hain
Zakhm thode bharte thode
Hissa ban jaate hain
Jeete jaane ka falsafa hai
Kashmakash
Ginna kya kitni martaba hai
Kashmakash
Zindagi
Zindagi