Kya hua tera wada 
Woh kasam woh irada 
Kya hua tera wada 
Woh kasam woh irada 
Bhoolega dil jis din tumhe 
Woh din zindagi ka aakhri din hoga 
Kya hua tera wada 
Woh kasam woh irada 
Bhoolega dil jis din tumhe 
Woh din zindagi ka aakhri din hoga 
Kya hua tera wada 
Yaad hain mujhko tune kaha tha 
Tumse nahi roothenge kabhi 
Dil ki tarah se haath mile hain 
Kaise bhala chootenge kabhi 
Teri baahonmein beeti har shaam 
Bewafa yeh bhi kya yaad nahi 
Kya hua tera wada 
Woh kasam woh irada 
Bhoolega dil jis din tumhe 
Woh din zindagi ka aakhri din hoga 
Kya hua tera wada 
Woh kasam woh irada 
O kehne wale mujhko farebi 
Kaun farebi hain yeh bata 
O jisne ghum liya pyar ke khatir 
Ya jisne pyar ko bech diya 
Nasha daulat ka aesa bhi kya 
Ke tujhe kuch bhi yaad nahi 
Kya hua tera wada 
Woh kasam woh irada 
Bhoolega dil jis din tumhe 
Woh din zindagi ka aakhri din hoga 
Kya hua tera wada 
Woh kasam woh irada