menu-iconlogo
logo

Aye Zindagi

logo
Testi
Kabhi toofan hain

Kabhi khamosh hain

Kyun tu itni paresha hain

Aye zindagi

Apni hi chal pe

Apne saval pe

Kyun tu itni haira hain

Aye zindagi

Uljhan jo hain teri

Mujhko tu batlade

Waqt beimaan hain

Aye zindagi

Aye zindagi

Aye zindagi

Rehti hoon main to har pal saath tere

Kattehe mere sang din raat tere

Rehti hoon main to har pal saath tere

Kattehe mere sang din raat tere

Phir haal se tu dil ke mere

Kyun aise anjan hain

Aye zindagi

Kyun sehmisi hai tu

Kyun hain rooti huyi

Gham ke mousam mehma hai

Aye zindagi

Tera mera rishta to hain

Gehra bada

Phir pesh aati hain tu

Kyun istarah

Tera mera rishta to hain

Gehra bada

Phir pesh aati hain tu

Kyun istarah

Kya hai wajah tu

Mujhko bata sunneka armaan hain

Aye zindagi

Khiza hain tu kabhi

Kabhi tu bahaar hain

Ajab teri pehcha hain

Aye zindagi

Uljhan jo hain teri

Mujko tu batlade

Waqt beimaan hain

Aye zindagi

Aye zindagi

Aye zindagi