menu-iconlogo
logo

Mere Naam Tu

logo
Testi
Woh rung bhi kya rung hai

Milta na jo tere hoth ke rung se hubahu

Woh khushboo kya khushboo

Thehr na jo teri saanwari zulf ke rubaru

Tere aage ye duniya hai pheeki si

Mere bin tu na hogi kisi ki bhi

Ab ye zahir sar- e- aam hai elaan hai

Jab tak jahan mein subah sham hai

Tab tak mere naam tu

Jab tak jahan mein mera naam hai

Tab tak mere naam tu

Jab tak jahan mein subah sham hai

Tab tak mere naam tu mere naam tu

Jab tak jahan mein mera naam hai

Tab tak mere naam tu

Uljhan bhi hoon teri

Uljhan ka hal bhi hoon main

Thoda sa ziddi hoon

Thoda pagal bhi hoon main

Barkha bijli baadal jhoothe

Jhoothi phoolon ki saugatein

Sacchi tu hai saccha main hoon

Sacchi apne dil ki baatein

Dastkhat haathon se haathon pe kar de tu

Naa kar aankhon pe palkon ke parde tu

Kya ye itna bada kaam hai elaan hai

Jab tak jahaan mein subah shaam hai

Tab tak mere naam tu

Jab tak jahaan mein mera naam hai

Tab tak mere naam tu

Jab tak jahan mein subah sham hai

Tab tak mere naam tu mere naam tu

Jab tak jahan mein mera naam hai

Tab tak mere naam tu

Mere hi ghare mein ghoomegi har pal tu aise

Sooraj ke ghere me rehti hai dharti ye jaise

Paayegi tu khudko na mujhse judaa

Tu hai mera aadha sa hissa sadaa

Tukde kar chaahe khaabon ke tu mere

Tootenge bhi toh rehne hain woh tere

Tujhko bhi toh ye ilhaam hai

Elaan hai

Jab sham e duase me amo sabhi

Jab sham e duase me adur

Jab sham e duase me amo sabhi

Jab sham e duase me adur

Jab sham e duase me amo sabhi

Jab sham e duase me adur dunsan seke

Jab sham e duase me amo sabhi

Jab sham e duase me adur