menu-iconlogo
huatong
huatong
Testi
Registrazioni
Jaana zindagi se na jana

Pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi

Jaana hum rahenge tumhare

Hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen

Duniya sari dekar lelu main ek tera pyar, yeh pyar

Saathi ho jo tere jaisa kya karna sansar, sansar

Zameen hain kya jo tu kahe

Main chand pe tere saath chalu

Pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi

Jaana hum rahenge tumhare

Hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen

Mere jeevan main tere geeton ki jhankar, jhankar

Tere sang main angaron par chalne ko tayyar, tayyar

Tum dur ho hazar gum

Tum pass ho to mujhe hai khushi

O o o jaana zindagi se na jana

Pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi

Jaana hum rahenge tumhare

Hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen

Jaana ho o o jaana

Jaana ho o o jaana

Jaana

Altro da Abhijeet Sawant

Guarda Tuttologo

Potrebbe piacerti