kya tujhe pata hai main
tujhe kitna pyaar karta hoon
har ghadi jaane jaana
tera intezaar karta hoon
ho kehti hai betabiyaan
aa mita de tanhaayi
kya tujhe pata hai main
tujhe kitna pyaar karta hoon
har ghadi jaane jaana
tera intezaar karta hoon
ho kehti hai betabiyaan
aa mita de tanhaayi
kya tujhe pata hai main
tujhe kitna pyaar karta hoon
har ghadi jaane jaana
tera intezaar karta hoon
raat bhar meri aankhon mein
khawaab ban ke tu aati hai
tanha mere khayaalo ko
chhed ke chali jaati hai
raat bhar meri aankhon mein
khawaab ban ke tu aati hai
tanha mere khayaalo ko
chhed ke chali jaati hai
ho dhadkan dhadkan jaane hai
mein hun tera saidaai
kya tujhe pata hai main
tujhe kitna pyaar karta hoon
har ghadi jaane jaana
tera intezaar karta hoon
ho kehti hai betabiyaan
aa mita de tanhaayi
kya tujhe pata hai main
tujhe kitna pyaar karta hoon
har ghadi jaane jaana
tera intezaar karta hoon
hey hey hey lala lalaaaaaaa
hey hey hey lala lalaaaaaaa
dooba dooba main rehta hoon
ajnabi se ehsaason mein
khushbooen teri aati hain
aati jaati in saanson mein
dooba dooba main rehta hoon
ajnabi se ehsaason mein
khushbooen teri aati hain
aati jaati in saanson mein
ho yaadon ke aaine mein
sirf tu nazar aayiiii
kya tujhe pata hai main
tujhe kitna pyaar karta hoon
har ghadi jaane jaana
tera intezaar karta hoon
ho kehti hai betabiyaan
aa mita de tanhaayi
kya tujhe pata hai main
tujhe kitna pyaar karta hoon
har ghadi jaane jaana
tera intezaar karta hoon