la la lala......
la la la la la...
la la la la.....
la la la la....
har kisi ko nahin milta
yahaan pyaar zindagi mein
pyaar zindagi mein
har kisi ko nahin milta
yahaan pyaar zindagi mein
khushnaseeb hain wo jinko hai mili
ye bahaar zindagi mein aen
har kisi ko nahin milta
yahaan pyaar zindagi mein
pyaar zindagi mein
zulfon ke narm andhere hain
jismon ke garm ujaale hain
zulfon ke narm andhere hain
jismon ke garm ujaale hain
jeete jee hum ko pyaar mila
hum donon qismatwaale hain
hum donon qismatwaale hain
har kisi ko nahin milta
yahaan pyaar zindagi mein
har kisi ko nahin milta
yahaan pyaar zindagi mein
pyaar zindagi mein
chaahe chaandi chaman mein barasti rahe
Milta nahin phool bahaar bina
chaahe chaandi chaman mein barasti rahe
Milta nahin phool bahaar bina
hai sabke bina jeena mumkin
naamumkin jeena pyaar bina
naamumkin jeena pyaar bina
har kisi ko nahin milta
yahaan pyaar zindagi mein
har kisi ko nahin milta
yahaan pyaar zindagi mein
pyaar zindagi mein
khushnaseeb hain wo jinko hai mili
ye bahaar zindagi mein aen
har kisi ko nahin milta
yahaan pyaar zindagi mein
pyaar zindagi mein
pyaar zindagi mein