menu-iconlogo
logo

Humsafar

logo
Testi
Zaalima kyu hai dooriyan

Hun tenu labhan main kahaan

Das tenu labhan main kahaan

Sun mere humsafar

Kya tujhe itni si bhi khabar

Sun mere humsafar

Kya tujhe itni si bhi khabar

Ki teri saanse chalti jidhar

Rahungi bas wahi umr bhar

Rahungi bas wahi umr bhar haye

Muskurana bhi tujhi se seekha hai

Dil lagane ka tu hi tareeka hai

Aitbaar bhi tujhi se hota hai

Aaun na hosh mein main kabhi

Bahon mein hai teri zindagi