Dekho to kya hi baat hai (kya hi baat hai)
Kambakht is jahaan mein (jahaan mein)
Yeh ishq hai jisne ise (jisne ise)
Rehne ke qabil kar diya (kar diya)
Rehne ke qabil kar diya
Roshni hi roshni hai
Chaharsoo jo chaharsoo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Jo chhupa hai har nazar mein
Har taraf jo rubaroo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Tum se mile to kuch gunguni si
Hone lagi hai sardiyaan (ishq-ishq, ishq-ishq)
Tumse mile to dekho shahar mein
Khilne lagi hain vaadiyaan (ishq-ishq, ishq-ishq)
Saaya mera hai tu aur main tera
Tu dikhe ya na dikhe tu
Teri khushboo khoo-ba-khoo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Haan koi kehta, ishq humein aabaad karta hai
Koi kehta, ishq humein barbaad karta hai
Zеhn ki tang deewaron se uthkar
Main kehta hoon, ishq humein aazaad karta hai
Moh pе yeh karam bhi kije
Moh pe yeh karam bhi kije
Laage nahin tum bin jeeyaara
Aisi bekhudi hi dije
Moh pe yeh karam bhi kije
Moh pe yeh karam bhi kije
Laage nahin tum bin jeeyaara
Aisi bekhudi hi dije
Haan, saara mera ho tu aur main tera
Yahi meri bahshatein hain, yahi meri justajoo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Barsi hai mujhpe mehar aasmani
(Barsi hai mujhpe mehar aasmani)
Mohabbat ka dekho asar aasmani
(Mohabbat ka dekho asar aasmani)
Pairon ke neeche zameen udd rahi hai
(Pairon ke neeche zameen udd rahi hai)
Hai ishq mein har safar aasmani
Tumse mile to baithe bithaaye
Chhoone lage hain aasman (ishq-ishq, ishq-ishq)
Tumse mile to chhota sa kissa
Ban’ne ko hai ek daastaan (ishq-ishq, ishq-ishq)
Haan saaya mera hi tu aur main tera
Tu dikhe ya tu dikhe ya tu dikhe ya na dikhe
Teri khushboo khoo-ba-khoo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai