ho, afarin dam, afarin dam, dam-dama-dam, afarin dam
ishq pehlee saans bhee aur ishq hee hai aakhiree dam

tujko jahaan pe apana dil ye diya tha maine, haay
o, tujko jahaan pe apana dil ye diya tha maine
tujko jahaan pe apana dil ye diya tha maine
dil todane us jagah par hee bulaayaa mujko
taras nahin aayaa tujko, taras nahin aayaa tujko
khud-garz ishq ye tera samajh nahin aayaa mujko
taras nahin aayaa tujko, taras nahin aayaa tujko
khud-garz ishq ye tera samajh nahin aayaa mujko
ho, afarin dam, afarin dam, dam-dama-dam, afarin dam
ishq pehlee saans bhee aur ishq hee hai aakhiree dam
afarin dam, afarin dam, dam-dama-dam, afarin dam

haay
firte the baron-maasi tere hee peechhe-peechhe
hum to hatheli par ye dil nikaal karke
tere kaleje ko bhee thandak padi to hogee
sar se qadam tak mera isthemaal karke
kaagaz pe jaise kuch bhee likh ke mitaa de koyi

soche binaa vaise hee tune mitaayaa mujko
taras nahin aayaa tujko, taras nahin aayaa tujko
khud-garz ishq ye tera samajh nahin aayaa mujko
taras nahin aayaa tujko, taras nahin aayaa tujko
khud-garz ishq ye tera samajh nahin aayaa mujko
ho, afarin dam, afarin dam, dam-dama-dam, afarin dam
ishq pehlee saans bhee aur ishq hee hai aakhiree dam
afarin dam, afarin dam, dam-dama-dam, afarin dam
ishq pehlee saans bhee aur ishq hee hai aakhiree dam
haay
ishq hee hai aakhiree dam (aakhiree dam, aakhiree dam...)