tumse keh denge hum
saari baaten yeeee
kaise hain apne din kaisi raaten
koi na koi hulchal rehti hai dil mein
har pal log hain kehte paagal humko
aa haa aa haa
are you ready now
here we go
oo yeeeee
by the way
on the way
humko jo mili hai zindagi
gaati hai hansti hai
pagli si hai zara
ruthe bhi maane bhi
har lamha nayi hai zindagi
moody hai ziddi hai
kya karen kya pata
rukte hain kahaan hum roke se
chalte hain hawa ke jhonke se
apni to aisi hai zindagi yeeee
yehi apni adaa hai kya kare
koi bura jo maane kya kare
humse to hain khafaa ab sabhi
jaane do chhodo bhi
dhadkan ki jo kahaani hai
khul ke ab to sunaani hai
bhool nahin sakta hai
isko hai jisne suna
suno naa
aaaahhh
kya cheez ye jawaani hai
jo baat hai deewani hai
sochoge to jaanoge
rasta kyun humne chuna
by the way
on the way
jab dil se huyi thi dosti
humne bhi dil ne bhi
tha ye waada kar liya
jo bhi ho humko to
darna hi nahin hai ab kabhi
jab humen jo laga
humne wohi keh diya
rukte hain kahaan hum roke se
chalte hain hawa ke jhonke se
apni to aisi hai zindagi yeeee
yehi apni adaa hai kya kare
koi bura jo maane kya kare
humse to hain khafaa ab sabhi
oooooooo
rukte hain kahaan hum roke se
chalte hain hawa ke jhonke se
apni to aisi hai zindagi yeeee
yehi apni adaa hai kya kare
koi bura jo maane kya kare
humse to hain khafaa ab sabhi
jaane do chhodo bhi