Pal mein samajhti hai
Pal mein badalti hai tu
Zindagi
Pal mein hassa kar
Phir pal mein rulati hai kyun
Zindagi
Roshni tu kabhi
Hai kabhi tu khusi
Zindagi aanshoon
Ki laher kyun kabhi
Pal mein samajhti hai
Pal mein badalti hai tu
Zindagi
Pal mein hassa kar
Phir pal mein rulati hai kyun
Zindagi
Usse tu milaaye jiske bin
Raha nah jaaye zindagi
Usse tu milaaye
Pyaar karna tu sikhaye
Zindagi
Usse tu milaaye jiske bin
Raha nah jaaye
Usse tu milaaye
Pyaar karna tu sikhaye
Phir ussi pyaar ko tu churraaye
Phir akela hume chhod jaaye
Zindagi
Pal mein samjhti hai
Pal mein badalti hai tu
Zindagi
Sapne tu dikhaye
Unko sach bhi tu banaye
Zindagi
Phir todde wahi sapne
Sab kuch tu chheen jaye
Zindagi
Sapne tu dikhaye
Unko sach bhi tu banaye
Todde wahi sapne
Sab kuch tu chheen jaye
Tere darpan mein ab na jiyu
Apni kismat main ab khud likhu
Phir bhi sang tere ab main chalu
Zindagi
Pal mein samajhti hai
Pal mein badalti hai tu
Zindagi
Pal mein hassa kar
Phir pal mein rulati hai kyun
Zindagi
Roshni tu kabhi
Hai kabhi tu khusi
Zindagi aanshoon
Ki laher kyun kabhi
Pal mein samajhti hai
Pal mein badalti hai tu
Zindagi
Pal mein hassa kar
Phir pal mein rulati hai kyun