Oadh ke dhaani reet ki chaadar
Aaya tere shehar mein Ranjha tera
Duniya zamana, jhoota fasana
Jeene marne ka waada sancha mera
Ho.. sheeshmehal na mujhko suhaaye
Tujh sang sookhi roti bhaaye
Man mast magan, mann mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, mann mast magan
Bas tera naam dohraaye