Pal.. do pal, ki kyun, hai zindagi
Iss.. pyaar ko hai, sadiyan, kaafi nahi
Toh khuda se maang loon
Mohalat main ek nayi
Rehana hai bas yahaa
Ab door tujhse jana nahi..
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri muskurahate hain taakat meri
Mujhko inhi se ummid mili
Chahe kare koi sitam ye jahaan
Inmein hi hai sada hifazat meri
Zindagani badi khoobsurat huyi
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai
Teri dhadkano se hai zindagi meri
Khwaahisein teri ab duayein meri
Kitna anokha bandhan hai yeh
Teri meri jaan jo ek huyi
Lautunga yahaan tere paas mein haan
Vada hai mera marr bhi jaaun kahin
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai
Follow for more!