“Tujhse gujarish hai
Mujhse door kahi naa jaa
Meri dhakano basi hai tu
Aa mere gale lag jaa”
Lamha ki saugaat rab ki mehar hai
Puri tarah se jee le yeh lamha
Rakha hai kya is aawaargi mein
Kyu jee na aakhir tanhaa tanhaa
Tu aaja aa bhi jaa is pal mein
Tu doob jaa..
Aa gale se lagaa le mujhe
Deja dil ko chain
Aaa gale se lagaa le mujhe
Dejaa dil ko chain
Phir laut ke na aayeingi
Yeh chaandni, yeh rain
Aa gale se lagaa le mujhe
Dejaa dil ko chain
Phir laut ke na aayeingi
Yeh chaandni, yeh rain
Aa gale se lagaa le mujhe
Dejaa dil ko chain (2)
Singer: Arunita Kanjilal
Lyrics & Music: Himesh Reshamiya
Upload: Sagen Hembram
Duniya Ki Raftaar Rukti Nahi Nai
Chalti rahi hai chalti rahegi
Aisa samaa phir shayad mile na
Kab aisi fursat humko milegi
Tu aaja aa bhi jaa is pal mein
Tu doob jaa…
Aa gale se lagaa le mujhe
Dejaa dil ko chain
Phir laut ke na aayeingi
Yeh chaandni, yeh rain
Aa gale se lagaa le mujhe
Dejaa dil ko chain
Ranjish Shikaayat Shikve Gile Too
Har waqt mausam badalte rahege
Raaho mein teri hum to sada hi
Chalte rahe hai chalte rahege
Tu aaja aa bhi jaa is pal mein
Tu doob jaa..
Aaa gale se lagaa le mujhe
Dejaa dil ko chain
Phir laut ke na aayeingi
Yeh chaandni, yeh rain
Aa Gale Se Lagaa Le Mujhe
Dejaa Dil Ko Chain (2)
Sägéñ Bàbú (((Suluk Gharonj Family )))