F] Sona sona
Dil ka kona kona hua
Jo hua tere rubaru
Jo na hona tha
Woh jaane kyun ho gaya
Ho gaya jahan tubatu
M] Tu mili to laga khamkha bewajah
Dil mera yunhi dhadka kiya
Shukriya tahe dil se shukriya
Haan toone dil chhua hai
Dil ne ki dua hai tera shukriya
Tahe dil se shukriya haan dil
Ne ki dua hai tera shukriya hai
Tera shukriya
Aaj hi haan mile aaj hi
Aaj hi tumhi se pyaar ho gaya
Aakhri haan meri tu aakhri
Saans pe bhi naam hai likha tera
F] Aur hai pyaar kya
Bas yahi hai pata
Pyaar mein jo mita woh jiya haan..
Shukriya tahe dil se shukriya
Haan toone dil chhua hai
Dil ne ki dua hai tera shukriya
Hai dil se shukriya
Haan dil ne ki dua hai
Tera shukriya hai
Tera shukriya
Samne aaj hai samne
Samne hain mere jannatein meri
Thaam le tu agar jo thaam le
Hath mein ho saare mannatein meri
M] Aasmaan yeh mera razdaan ban gaya
Naam Jo tera labon ne le liya
Shukriya tahe dil se shukriya
Haan toone dil chhua hai
Dil ne ki dua hai
F] Tera shukriya hai dil se shukriya
Haan Dil ne ki dua hai tera shukriya hai
Tera shukriya
“Thank You”