Tum bhool gaye
Ho chan mahi
Ab tumko yaad dilau kya
Tum bhool gaye
Ho chan mahi
Ab tumko yaad dilau kya
Jo beet gaya
Tum bin mujhpar
Ho afsana dohrau kya
Tum bhool gaye
Ho chan mahi
Ab tumko yaad dilau kya
Ab chandani raato main akashar
Main ghar mai tanha rehta hu
Ab chandani raato main akashar
Main ghar mai tanha rehta hu
Jo baate tumse kehta tha
Ab deewaro se kehta hu
Jo kehna tha
Ho keh toh diya
Jo kehna tha
Ho keh toh diya
Ab aur tumhe samjhau kya
Tum bhool gaye
Ho chan mahi
Ab tumko yaad dilau kya
Ab seene jab dard uthe
Toh main aksar chup rehta hu
Ab seene jab dard uthe
Toh main aksar chup rehta hu
Pehle the tum humdard mere
Ab apne dukh khud sehta hu
Sab log yeha
Begane hai
Sab log yeha
Begane hai
Gairo ko haal batau kya
Tum bhool gaye
Ho chan mahi
Ab tumko yaad dilau kya
Tanhaai satane lagti hai
To dil ko yu behlata hu
Tanhaai satane lagti hai
To dil ko yu behlata hu
Jo tumko sunaya karta tha
Fir geet wahi main gata hu
Hai geet wahi
Ab neet mera
Hai geet wahi
Ab neet mera
Ab iske alawa gaau kya
Tum bhool gaye
Ho chan mahi
Ab tumko yaad dilau kya
Tasweer tumhari haath mai lekar yaado main kho jata hu
Tasweer tumhari haath mai lekar yaado main kho jata hu
Shane pe tumhare sur rakhkar pehle ki tarh soo jata hu
Ab tumhi toh ho
Dildaar mere
Ab tumhi toh ho
Dildaar mere
Har aadat bhul hi jau kya
Tum bhool gaye
Ho chan mahi
Ab tumko yaad dilau kya
Tum bhool gaye
Ho chan mahi
Ab tumko yaad dilau kya
Jo beet gaya
Tum bin mujhpar
Ho afsana dohrau kya
Tum bhool gaye
Ho chan mahi
Ab tumko yaad dilau kya
Ab tumko yaad dilau kya
Ab tumko yaad dilau kya
Ab tumko yaad dilau kya