menu-iconlogo
logo

Achha Sila Diya

logo
avatar
B Praak/Jaanilogo
🖤𔐠مـﻟـنگـⷮــᷤــⷨـﹳ𔐠🔥logo
Canta nell'App
Testi
Yeh choti moti baatein toh hoti rehti hain

Yeh choti moti baatein toh hoti rehti hain

Yeh choti moti baaton se kaha dare hum

Dukh yeh nahi ki tune tasveer jalayi meri

Uski aag sekhi tune waha mare hum

Pyaar ka pyaar ka haaye mere pyaar ka

Haar ka haar ka haaye meri haar ka

Ho mazza le rahe hain log meri haar ka

Ho mazza le rahe hain log meri haar ka

Yaar ne hi loot liya ghar yaar ka

Achha sila, ho achha sila diya tune mere pyaar ka

Ho achha sila diya tune mere pyaar ka

Yaar ne hi loot liya ghar yaar ka

Achha sila diya tune mere pyaar ka

Ho achha sila diya tune mere pyaar ka

Yaar ne hi loot liya ghar yaar ka

Achha sila

Aisi khuda aisi khuda dua dede mujhko

Ke marne ke baad hum dikha kare tujhko

Aisi khuda aisi khuda dua dede mujhko

Ke marne ke baad hum dikha kare tujhko

Kaash aisa hooke nendein ud jaaye teri

Tere ghar ke aage qabr bane meri

Qaatil hain tu meri aitbaar ka

Ho qaatil hain tu meri aitbaar ka

Yaar ne hi loot liya ghar yaar ka

Achha sila diya tune mere pyaar ka

Ho achha sila diya tune mere pyaar ka

Yaar ne hi loot liya ghar yaar ka

Achha sila

Mere saath saath chalein teri parchaayi

Ek tu hain jissee meri yaad na aayi

Mere saath saath chalein teri parchaayi

Ek tu hain jissee meri yaad na aayi

Kaun tha samundar jo paas tere aaya

Kaun nadi jisne teri pyaas bujaai

Ho kabse iraada tha tera waar ka

Ho kabse iraada tha tera waar ka

Yaar ne hi loot liya ghar yaar ka

Achha sila diya tune mere pyaar ka

Ho achha sila diya tune mere pyaar ka

Yaar ne hi loot liya ghar yaar ka

Achha sila

Pyaar ka pyaar ka haaye mere pyaar ka

Haar ka haar ka haaye meri haar ka

Mujhe lagta hain ki ainvayi baddua lenge

Mujhe lagta hain ki ainvayi baddua lenge

Apne saaf haath gande kara lenge

Mujhe chhod ke jaane wale ja chhod diya tujhko

Jiska mara hua zameer hum usko maar ke kya lenge ?