menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Do Deewane Shehar Mein

Bhupinder Singh/Lata Mangeshkarhuatong
sonshinelady2huatong
Testi
Registrazioni
Do Deewaane Shaher Mein,

Raat Mein Ya Dopahar Mein

Aab O Daanaa

Aab O Daanaa Dhoondhte Hain

Ek Aashiyaanaa Dhoondhte Hain

Aab O Daanaa Dhoondhte Hain

Ek Aashiyaanaa Dhoondhte Hain

Do Deewaane Shaher Mein

Raat Mein Ya Dopahar Mein

Aab O Daanaa Dhoondhte Hain

Ek Aashiyaanaa Dhoondhte Hain

Do Deewaane

In Bhool bhulaiyya Galiyon Mein

Apnaa Bhi Koyi Ghar Hoga

Ambar Pe Khulegi KhidkiYa,

Khidki Pe Khula Ambar Hoga

In Bhool bhulaiyya Galiyon Mein,

Apnaa Bhi Koyi Ghar Hoga

Ambar Pe Khulegi KhidkiYa,

Khidki Pe Khula Ambar Hoga

Asmani Rang Ki Ankhon Mein

Asmani… Yaa Aasmani?

Asmani Rang Ki Aankhon Mein

Basne Ka Bahaana Dhoondhte Hain,

Dhoondhte Hain

Aab O Daanaa Dhoondhte Hain

Ek Aashiyaanaa Dhoondhte Hain

Do Deewaane Shaher Mein,

Raat Mein Ya Dopahar Mein

Aab O Daanaa Dhoondhte Hain

Ek Aashiyaanaa Dhoondhte Hain

Do Deewaane

Aaa Aaa aaa Ho oo oooo

Jab Taare Zameen Par

Taare, Aur Zameen Par?

Of Course

Jab Taare Zameen Par Chalte Hain

Hmm Hmm

Aakaash Zameen Ho Jaata Hai

Aa Aaaa Aaaaaa

Us Raat Nahin Phir Ghar Jaata,

Wo Chaand Yahin So Jaata Hai

Jab Taare Zameen Par Chalte Hain

Aakaash Zameen Ho Jaata Hai

Us Raat Nahin Phir Ghar Jaata,

Wo Chaand Yahin So Jaata Hai

Pal Bhar Ke Liye

Pal Bhar Ke Liye

Pal Bhar Ke Liye In Aankhon Mein

Ham Ek Zamaana Dhoondhte Hain

Dhoondhte Hain

Aab O Daanaa Dhoondhte Hain

Ek Aashiyaanaa Dhoondhte Hain

Do Deewaane Shaher Mein

Raat Mein Ya Dopahar Mein

Aab O Daanaa Dhoondhte Hain

Ek Aashiyaanaa Dhoondhte Hain

Do Deewaane

Do Deewaane

Do Deewaane

Haan Do Deewaane

Do Deewaane

Ho Do Deewaane

Altro da Bhupinder Singh/Lata Mangeshkar

Guarda Tuttologo

Potrebbe piacerti

Do Deewane Shehar Mein di Bhupinder Singh/Lata Mangeshkar - Testi e Cover