menu-iconlogo
logo

Akela

logo
Testi
Yeh samay ka mela hai

Main khoya hi sahi, khoya hi sahi

Akela akela main

Akela hi sahi

Khud se khud hi maangu rahat

Par khudse ladne ki na takat

Aise shaks se bhi haari duniya

Yaar duniya pe hai laanat

Kaafi kuch hai kehne ko labz yeh nakaam

I can't trust them, shaitaan bane yaar

Aasu ni aate, yaha mardon ka hai rona mana

Rona gunah, main ek shaant gunehgaar

Insaan ki yeh khoobi

Insaaniyat se faasle bakhoobi

Kabhi lage main bhi inhi ke saath

Bana li apne aap se hi doori

Mere gaane mehez patle dhaage

Mere tukdo ko yeh kaske baandhe

Hai vishwaas jaise kasme waade

Lagte gaanth jaisе kasme waade

Jhat se tootе jaise kasme waade

Yeh samay ka mela hai

Main khoya hi sahi, khoya hi sahi

Akela akela main

Akela hi sahi, akela hi sahi

Yeh samay ka mela hai

Main khoya hi sahi, khoya hi sahi

Akela akela main

Akela hi sahi

Kabhi lage main hu bojh sa

Khudko kheenchne ki taakat abbhi khojta

Shayad galat uchaaiyon ke khwaab they

Band uchayion ka sochna

Apne ghar mein apne phone ko uthaun

You see these faces, I see a couple clowns

This s**t is tragic, yeh bas jhoot ka tamasha

Yeh bhi dukh ke mareez par nakaab ka sahaara

Ghut ghut ke yeh jeete sacchai lage kaala

Maangu bheekh talk about it, bada fake yeh zamaana

And I say it cuz I see it. Main relate bhi kar pata

Put a smile on my face aur fir raat ko chillana

Best believe I need a reason uske pata ka pata na

Uske khoj pe musaafir, toh mera kya thikana?

Bhatak raha main dar ba dar haan

Dil me dar le

Din ke dhalte leta chatt ka sahara

Yeh samay ka mela hai

Main khoya hi sahi, khoya hi sahi

Akela akela main

Akela hi sahi, akela hi sahi

Yeh samay ka mela hai

Main khoya hi sahi, khoya hi sahi

Akela akela main

Akela hi sahi