Gaddaar 1995
Singers: Alka Yagnik, Babul Supriyo
? ? ? ? ?
M》Baraste pani ka maza kuch aur hoga
Baraste pani ka maza kuch aur hoga
Zindgani ka maza kuch aur hoga
Kyu ke main teri zindagi mein aa gaya hu
Kyu ke main teri zindagi mein aa gaya hu
F》Baraste pani ka maza kuch aur hoga
Zindgani ka maza kuch aur hoga
Kyu ke main teri zindagi mein aa gayi hu
Kyu ke main teri zindagi mein aa gayi hu
M》Baraste pani ka maza kuch aur hoga
~~~~Selaras Family~~~~
M}Pehle bhi khushiyo ke mele the
Lekin mein saathi hum, akele the
Pehle bhi khushiyo ke mele the
Lekin mein saathi hum, akele the
F》Khushbu ke jhoke the angdayi thi
Chaaro taraf lekin ,tanhai thi
M》Na tanhayi hai na dil mein koi pyas hai
Na tanhayi hai na dil mein koi pyas hai
Mera dilbar mera saathi mere pass hai
F》Baraste pani ka maza kuch aur hoga
M》Zindgani ka maza kuch aur hoga
F》Kyu ke main teri Zindagi mein aa gayi hu
M》Kyu ke main teri Zindagi mein aa gaya hu
F》Baraste pani ka maza kuch aur hoga
~~~~Selaras Family~~~~
F》Dil ki gali mein aake jana na~
Mujhko kabhi bhi tum, bhulana na~
Dil ki gali mein aake jana na
Mujhko kabhi bhi tum, bhulana na
M》Teri ada pe lute jaunga
Zulfon ke saye saye gaunga
F》Tere in haatho mein Ab to mera haath hai
Tere in haatho mein ab to mera haath hai
Tera mera saathi jiwan bhar ka saath hai
M》Baraste pani ka maza kuch aur hoga
F》Zindgani ka maza kuch aur hoga
M》Kyu ke main teri Zindagi mein aa gaya hu
F》Kyu ke main teri Zindagi mein aa gayi hu
•?•?•?•
F》Zindgani ka maza kuch aur hoga
M》Kyu ke main teri Zindagi mein aa gaya hu
F》Kyu ke main teri Zindagi mein aa gayi hu
•?•?•?•