Kya hua tune tou di thi zabaan nahi
Ke is baar karega tu pyaar nahi
Yeh phone pe kaun thi mujhse chupa nahi kahan ki
Pakistan ki ya hindustani
Chal yeh jahan ki bhi jaani, mujhe koi mulk mazhab se masla nahi
Bus han tasaweer tu badle jismaani jo
Ek tarah se kya yeh bhi zina nahi
Nadir jawaab de haan ya nahi
Shair tu gand me is parhna nahi
Behis tujhe kya pata nahi
Hazir jawab tu kirdaar nibhara nahi
Kashmir sawaal puche jawab nahi
Ya jai shree ram tabrez ka bhi suna nahi
Tasweeron me tera bilkul dehaan nahi
Nadeem aur meera ki galti tujhe yaad nahi
Josh-e-jawaani me kar gunah nahi, tere maksad pe phirjaega paani
Yeh ghar gaari ladki khandaani, tu in wakti cheezon ke liye bilkul bana nahi
Maze ki baat mujhe thori hairaani, draamebaaz kia tujhe khud bhi yaad nahi
Kese ghar badle jese bewafa deewani, bachpan ki phir se sunega kahaani
Tujhe yaad nahi jab teri maa thi saath nahi
Takya tera samandar ka paani
Tujhe yaad nahi wo waali pareshani jab baap ka haspatal me tha daana paani
Bandon ko rabb dukh awaen deta nahi
Bewafa wo thi tou kya tu bhi tha nahi
Bandon ko rabb dukh awaen deta nahi
Likhaari dikha logon ko duniya faani
Chup bakwaas apni band kar
Lihaaz karun tera tu charhe mere sir per
Khade raungte raaz bhare gaane mere unparh
Tou jaa sahi se sun, alfaaz mere pathar
Aur wo pathar nahi jo pare har qadam per
Wo pathar jo gehre pahaaron ke andar
Tabhi tou asar, qabze har qalab per
Mujhe sunker logon ki aankhen samandar
Tabhi tou jab mujhe gaaliyan de koi
Tou loag mere khade leke bandook yun jang per
Jese jihaad per, jese berehem yeh qalam se nikle huroof dushman per
Main behtar, main upar, tu doosre number pe
Mann dar me tabhi kare mehsoos tu kamtar
Mai rehbar tabhi her sheher ke rappers
Yeh mere saamne lagen bewakoof khush bandar
Tu bhoolgaya kya ziada badtameez main
Nashe ke bagair dimaghi mareez main
Tu bina jaane mujhe kese bole jaali
Main karun yaari per kese tere sath iblees hai
Nafees main industry ko mu pe dun gaali
Yeh ilm koi film nahi yeh dil se ki haasil
Jo tere mere maa baap sikhaa nahi paae
Bhae yeh kese sikhate yeh tou khud the jaahil
Haan kaahil hain, rakhdo quran inke saamne aur
Pucho inse kya tarjuma parha nahi aapne
Aur jab mile inka jawaab ana me tou smjhlena sikha nahi sakte islam yeh
Nikamme ghar gaari ke peeche ese, jese musalmaan aulaadon pe zinda yeh farz hai
Degree se pehle karenge nikah nahi, kidhar gaya phone mera nafs bebas hai
Humshakal, humshakal, tu mera humshakal
Humshakal, humshakal, tu mera humshakal
Humshakal, humshakal, tu mera humshakal
Humshakal, humshakal, tu mera humshakal
Qatal karke gamm mujhe bhi hai
Per teri kafan bhi zaruri hai
Besharam tu quran her gaanon me
Tujhe pata nahi haram mosiqi hai
Teri waja se de sakta nahi gaali main
Teri waja se nazar mere tattoos aur baali pe
Per nadir tu hoga nahi tou gaanon
Me gehrai nahi yeh baat tou zahir hai
Ya phir main bhi dalla na banjaun
Nora fatehi, warina ke hilwaun
Phir kehdun yahi kaamiyabi hai
Pyari si maa ki dp insta lagaun
Mini bp billee banaun
Women empowerment ka shor machaun
Phir wo budhee 40 saal ki
Mehwish ko nange mardon ke beech me mujra karwaun
Nahi nahi, mujhe bechna zameer nahi
Dalaal banke hona mujhe ameer nahi
Haan wo ladki jesa rap banaaleta
Hun per logon ko tapp us gaane se akheer bhae
Jab ke waaki me wo kaali kaloti thi apne
Taangon ke baalon ko lekar roti thi
Aur jise smjh nhi arahi bhae, smjhle sadaf ki tarah khusri koji thi
Beech ki ungli dikhaun poori duniya ko
Ek do nahi mujhe ziada tou gaaliyan do
Naam ko likho zameen pe phir thooko aur kehdo ke
Chen mashoori ka bhooka wo
Paisa mashoori tou tawaif meri jo bethi
Ghutnon pe majbooran meri dehleez pe
Industry ko karun khule aam zaleel main
Per momina mustehsan ummmaahh
Chikni cheez hai
Jhoot daant uske ghoor
Teri momina jab hasti hai, lagti hai bhoot
Aur yeh kaali kallu bolna band kar warna
Amna ilyas karlegi mehsoos
Aur wo unki gaand hai wo jo marzi karen
Tujhe pata nahi aaj kal gaand dikhana dastoor
Warna hongi nahi yeh bollywood tak mashoor
Inki maaen khush tou kaun hota hai tu
Tu ghoor girbaan me, zara jhaank dehaan de
Yeh zabaan se lekar tera bhi kaam haraam hai
Guroor me de taane, bhae unme shaoor nahi
Tu bhool nahi jo jaane waale me chupe fasaane
Kamaane de unko, yeh paison ka jaadu
Paisa k**i cheez hai, karde bekaabu
Saghe bhaiyon tak ko karde juda yun
Haan bhaiyon tak ko karde yeh juda yun
Thoo kamaae main ne laakhon me
Rooh phir door hojae namazon se
Dhoop me paidal dikhaun chalta sadkon me
Roop dajjali per main faqeeron me
Main deen tu duniya, kaafirana huliya
Smjhle diwana tera per rappers tapen rozana
Kyun kyunki inko jo saalon se mila na
Us se kahin ziada mile mujhe mahana
Tou haasid parh tareekh ki kitaaben ja
Ek do nahi urdu me than kahion ka thela
Dono mulkon se pyaar lajawab mila
Ek ek gaana asbaab nayab mera
Janab urdu ke sath juda naam mera
Iska mizaaji khuda main, gawah gaana pehla
Zahir hai allah maalik aur khuda mera
Per urdu rap god ka khitaab mera
Humshakal, humshakal, tu mera humshakal
Humshakal, humshakal, tu mera humshakal
Humshakal, humshakal, tu mera humshakal
Humshakal, humshakal, tu mera humshakal