Ho ho oh o, ho ho oh o..
Dharam hai tera dharmanam
Karam hai tera karmanam
Aag mein pag pag chala hai jo
Wohi dagar hai uska prassthanam
Ho ho oh o, ho ho oh o..
Dharam hai tera dharmanam
Karam hai tera karmanam
Aag mein pag pag chala hai jo
Wohi dagar hai uska prasthanam
Yatar savatra janmanam
Bhargodevasya dhimahi
Yuge yuge ye hi pratha katha
Parinaam pariksham prasthanam
Ubalte paani mein
Kabhi bhi kisi ka
Aks dikhta nahi
Saiyam kho de jo shaks
Kabhi tikta nahi
Tikta nahi, tikta nahi
Ghaat bhara ye Virindavan
Paap punya ka gathbandhan
Aag mein pag pag chala hai jo
Wohi dagar hai uska prasthanam
Ho ho oh o, ho ho oh o..
Pathreele path pe
Jo chalta gaya wo
Ek kshan rukta nahi
Uske manobal ka kan kan
Jhukta nahi
Jhukta nahi, jhukta nahi
Phir kya Raja kya singhasan
Paap ki paribhasha paawan
Akram akhand akashiya
Parinaam pariksham prassthanam
Ho ho oh o, ho ho oh o..
Karmon ka khel hai
Dharmon ki chal hai
Ye kissa chalta rahe
Bujhao jo ye aag utna badhe
Utna badhe, utna badhe
Dharam hai tera dharmanam
Karm hai tera karmanam
Aag mein pag pag chala hai jo
Wohi dagar hai uska prasthanam
Yatar savatra janmanam
Bhargodevasya dhimahi
Yuge yuge ye hi pratha katha
Parinaam parikshan prassthanam
Ho ho oh o, ho ho oh o..