I am in love,I am in love,I am in love
Na na karte pyaar hai mai
Kar gayi,kar gayi,kar gayi
Na na karte pyaar hai mai
Kar gayi,kar gayi,kar gayi
O tune kiya kya yaad,haay mai
Mar gayi,mar gayi,mar gayi
Na na karte pyaar oy mai
Kar gaya, kar gaya, kar gaya
Are tune kiya aitbaar oe mai
Mar gaya, mar gaya, mar gaya
Na na karte pyaar hai mai
Kar gayi, kar gayi, kar gayi
I am in love,I am in love,I am in love
Ahaa aaaa.
Mehki hawayen, yeh behki fizayen,
Yeh pagal sama kuch kahe
Hum hai akele,aa baahon mein le le
Ke jaage hai armaan naye
Mehki hawayen, yeh behki fizayen,
Yeh pagal sama kuch kahe
Hum hai akele,aa baahon mein le le
Ke jaage hai armaan naye
Tu seene se lag jaa mere,
Mai tujhko chupa lu kahin
Yeh dhadkan meri keh rahi,
Ke ab door jaana nahin
Sunke teri yeh baat ankeh meri
Bhar gayi, bhar gayi, bhar gayi
Sunke teri yeh baat ankeh meri
Bhar gayi, bhar gayi, bhar gayi
O tune kiya kya yaad, haay mai
Mar gayi, mar gayi, mar gayi
Na na karte pyaar hai mai
Kar gayi, kar gayi, kar gayi
Ho ho hoo
Hmm hm hm hm hmm
Mai tumhe chaahon,tumhiko sarahoon
Tumhari main pooja karun
Dil to hameshaa,yeh maange duaaen
Ke baahon mein teri marun
Mai tumhe chaahon,tumhiko sarahoon
Tumhari main pooja karun
Dil to hameshaa,yeh maange duaaen
Ke baahon mein teri marun
Zameen aasmaan keh rahen,
Tu mere liye hai bani
Hai kismat se humko mili,
Mohabbat ki yeh roshni
Ho gayee tujhpe fidaa main suli
Chadh gayee, chadh gayee, chadh gayee
Ho gayee tujhpe fidaa main suli
Chadh gayee, chadh gayee, chadh gayee
O tune kiya kya yaad haay mai
Mar gayi, mar gayi, mar gayi
Na na karte pyaar oy mai
Kar gaya, kar gaya, kar gaya
O tune kiya aitbaar oy mai
Mar gaya, mar gaya, mar gaya
Na na karte pyaar hai mai
Kar gayi, kar gayi, kar gayi
I am in love, I am in love, I am in love
Ho I am in love,I am in love,
I am in love
I am in loveeeeeee