Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Chand taaron se chalna hai aage
Asmaanon se badhna hai aage
Arey chand taaron se chalna hai aage
Asmaanon se badhna hai aage
Pichhe reh jayega yeh zamana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Haste gate jahan se guzar
Duniya ki tu parvah na kar
Haste gate jahan se guzar
Duniya ki tu parvah na kar
Muskuraate hue din bitana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Haan zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana