Ajab hi dil ha haal hai
na khushi na malal hai
badal gai hasti meri ye ishq ka hi kamal ha
na tu tu raha na ma main rha
ajab rhi ghari visal ki
wo sath tha wo mera nahi
kuch ghari ki hi to baat thi
wo sath tha wo mera nahi
chali siti rhae bas ik hawa
ye chaman zoor ka jal gya
wo tasfenishan bure haal ha
jise dil kahe zarori nahi
kia darbadar khud se behabar
na hosh ha na koi fikr
hue khud se hi na aashna
koi ishq ki bi khabar na thi
na tu tu raha na ma main rha
ajab rhi ghari visal ki
wo sath tha wo mera nahi
kuch ghari ki hi to baat thi
wo sath tha wo mera nahi
ajab rhi ghari visal ki
wo sath tha wo mera nahi
kuch ghari ki hi to baat thi
wo sath tha wo mera nahi