Main dhoondhane ko zamaane mein jab vafaa nikalaa

Pata chala ke galat leke main pata nikla

Jiske aanae se muqammal ho gayee thi zindagi
Dastakein khushiyon ne dee thi, mit gayi thi har kamee
Kyun bewajah dee ye sazaa
Kyun khwaab de ke vo le gaya
Jien jo hum, lage sitam
Azaab aise wo de gaya
Main dhoondhane ko uske dil mein jo khuda nikalaa
Main dhoondhane ko uske dil mein jo khuda nikalaa
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Main dhoondhane ko zamaane mein jab vafaa nikalaa
Main dhoondhane ko zamaane mein jab vafaa nikalaa
Dhoondhata tha ek pal mein dil jise ye sau dafaa
Hai subah naaraaz us bin, ruthi shaamein, din kafa
Vo aaye naa, le jaaen naa
Haan , uski yaaden jo yahaan
Na raasta, na kuch pata
Main usko dhundunga ab kahaan?
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah niklaa...