Ek ajnabee haseena se
Yun mulaaqat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchhon
Kuch aisi baat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulaaqat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchhon
Kuch aisi baat ho gayi
Woh achanak aa gayi
Yun nazar ke saamne
Jaise nikal aaya
Ghata se chaand
Woh achanak aa gayi
Yun nazar ke saamne
Jaise nikal aaya
Ghata se chaand
Chehre pe zulfein
Bikhri hui thi
Din mein raat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulaaqat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchhon
Kuch aisi baat ho gayi
Jan e man jan e jigar
Hota mai shayar agar
Kehta ghazal tere he adaon par
Maine yeh kaha to
Mujse khafa wo
Jaane haya ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulaaqat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchhon
Kuch aisi baat ho gayi ( 2)
Hmm.. nana.. lalala.. hmm.. nana..