Main dhoondhane ko zamaane mein jab vafaa nikalaa

Pata chala ke galat leke main pata nikla

Jiske aanae se muqammal ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne dee thi, mit gayi thi har kamee
Kyun bewajah dee ye sazaa? kyun khwaab de ke vo le gaya?
Jiyen jo hum lage sitam, aizab aise vo de gaya
Main dhoondhane ko uske dil mein jo khuda nikalaa
Main dhoondhane ko uske dil mein jo khuda nikalaa
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Main dhoondhane ko zamaane mein jab vafaa nikalaa
Main dhoondhane ko zamaane mein jab vafaa nikalaa
Dhoondhata tha ek pal mein dil jise ye sau dafaa
Hai subah naaraaz us bin, ruthi shaamein, din kafa
Vo aaen naa, le jaaen naa, haan uski yaaden jo hain yahaan
Naa raastaa, naa kuch pata, main usko dhundungaa ab kahaan
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah niklaa...